The Great person dhiru bhai ambani thoughts..
Dhiru bhai ambani ko pura india se lekar world janata hai. kyuki ye wo insaan hai jo apni pareshani se jujhte huye. apne garibi ko mitate huye india ka sabse dhanwan aadmi ban gye. agar hum aise mahan person ke inspiration thought nhi padhnge to life me aage kaise badhna hai ye hum kabhi nhi jaan paynge.to aayiye jante hai unke kuch vichar.
** katinayiyo me bhi apne lakshya ko pane ki kosis kre. katinayiyo ko awsar me badle.asafalta ke bavajud apna manobal ucha rakhe. aant me aapko safalta jarur milegi!!
** Bada socho.jaldi socho.aage socho.vicharo par kisi ka ekadhikar nhi hai.;
** Hamre sapne vishal hone chahiye,hamari mahatvkancha unchi honi chahiye hamare prayash bada hona chahiye.
** samay par kaam khatam kar lena kafi nhi hai,mein samay se pahle kaam khatam hone ki aasha krta hu.
** Hum bhartiyo ki samasya yah hai ki hamne bada sochne ki aadat kho di hai.
** Jo sapne dekhne ki himmat krte hai.wo puri duniya ko jeet sakte hai.
** "Na" sabd mujhe sunayi nhi deta hai...
** Parindo ko milegi manjil akinan ye fhela hua pankh nhi unke par bolte hai.
wahi log rahte hai khamosh aksar jamane me jinke hunar bolte hai.
** Mera manna hai ki paise se sab kuch nhi kiya ja sakta , ye mera har jagah ka anubahv hai,
** Agar aap garib paida hote hai.ye aapki galti nhi hai lekin aap garib mar rahe hai to ye aapki galti hai.
** Aashli udhamsilta, Risk lene se aati hai.
"You cannot change your future, but you can change your habbits.
and surely your habits will change your future"
YE BHI PADHE
** Asafalta kahti hai Aaa+safalta.
** Apne bussiness ko kaise nayi uchayi par le jaye?
Post a Comment