Asafalta kahti hai Aaa+safalta..
Life me har koi success hona chahta hai,koi bhi unsuccessful nhi rahna chahata hai,log aasafalta se darte bhi bahut hai, lekin kya hame bina aafalta ke safalta kaise milegi,ethish gavh hai har successful insaan ne kai pareshani,dikkate,aasafalta jheli hai,tb unse success mili hai,
"Kya Tum Zindagi Se Tang Aa chuke Ho,
To Fir Khud Ki Kisi Aise Kaam Me Jhonk Do,
Jisme Dil Se Akin Rakhte Ho,
Uske Liye Jiyo,Uske Liye Maro,Aur Tum
Wo Khusi Paa Loge jo Tumhe Lagti Thi,
Ki kbhi Tumhari Nhi Ho Sakti"
Abhi abhi mein maleriya ke ek writter ki kitab padh raha tha.us writter ka manna hai ki safalta ko mahatvapurn bana diya gaya hai.aur log aasafal hone se bhi darne lage hai,hame logo ko aasafal hona shikhana chahiye,safalta khud aa jayegi,aasafal hone ke baad aadmi ko lgata hai ki sab kuch khatam ho gaya hai,hame safalta aur samanya jivan ka hisha banna hoga|
Hum safal logo ko dekh kar unke jaise paisa,samridhi,naam,aur shoharat chahte hai.lekin waha tak pahuchne ka safar kaise tay howa, yaah koi nhi janana chahta!
Girna,Uthna aur Chalna yahi to jivan ka mul mantra hai,hum girne ke baad sakti sametkar uthne ke bajay girne se hi darte hai, aakhir hum asafal hone se ghabrate kyu hai, hum aafalta ko samman ke sath accept kyu nhi karte hai,jaise safalta ko karte hai,
Agar aapne mehnat nhi ki hai aur aasafal ho gaye to aapko sarminda hona chahiye parantu agar aapne mehnat ki hai to phir darne ki koi baaat nhi! aap aasafal nhi hai,bas kuch aur baatain hai jo sikhne ki rah gyi hai, unhe sikhye,phir se mehnat kijiye
असफलता se bada koi teacher nhi hota,aasafalta ka sandhi- viched bhi yahi kahta hai,
AA+SAFALATA= AASAFALTA
umid hai ki ye post se aap kuch sikh paye honge,hamre liye jitna jaruri padhai hoti hai,utna hi jaruri motivation ki jarurt padti hai.

" हमारी महानता कभी न गिरने में नही है
बल्कि गिरने के बाद हर बार खड़े होने में है."।
Agar aapne mehnat nhi ki hai aur aasafal ho gaye to aapko sarminda hona chahiye parantu agar aapne mehnat ki hai to phir darne ki koi baaat nhi! aap aasafal nhi hai,bas kuch aur baatain hai jo sikhne ki rah gyi hai, unhe sikhye,phir se mehnat kijiye
असफलता se bada koi teacher nhi hota,aasafalta ka sandhi- viched bhi yahi kahta hai,
AA+SAFALATA= AASAFALTA
आ+सफलता = असफलता

Post a Comment