Header Ads

test

4 Interesting Things Jise Har Kisi Ko Janna Chahiye

1.  **Phone par hum hello kyu bolte hai**

“Hello” yaa “hallo” prya apni taraf khinchne wala sabd hai.yaah jarman bhasha ke “HALA” yaa “HOLA” se bana hai.sanyog se ise telephone ne bahut lokpriyata di.10 march,1876 ko graham bell ke telephone avishkar ko petent mila.waah suru me telephone par baat karne ke liye “AHOOY” sabd ka use karte the.yaah sabd samundri nawik ek dusre ka dhayan khinchne ke liye use karte hai.1877 me adision ne “hello” sabd ka use karne ki salah di.jo sabhi ne maan li.


2**Jeet Hone par do ungliya kyu dikhate hai?**


Jeet Hone par do ungliya kyu dikhate hai
AKSAR DEKHA JATA HAI KISI JEET PE HM DO UNGLI DIKHATE HAI YE ISKA KYA MATLAB HAI AAIYE JANTE HAI.


hath ki madhyma aur tarjani ungli se banne wali angreji akhsar "v" victory sign mana jata hai.yani ki winner.lekin iska matlab sirf jeet nahi balki saflata aur shanti bhi hai.iss sign ko sabse pahle counter kalchar ne 1960 me ise shanti ke rup me apnaya tha.isi parkar dono ungliya ko niche kiya jata hai to wo haar ko batata hai.


3**Android kya hai aur  iska kya matlab hai.**


Android mobile istemaal to sab krte hai.lekin ye android hota kya hai. iske bare me jante hai.

Android word mobile phone ke oprating system ke karan famous hua hai. mobile phone ke alawa t.v ,game consol, digital camera, car aur wrist watch ke liye bhi android uplabhdh hai.

"Android corporeted" ki aasthpana oct 2003 me Andy Rubin, Rich Miner aur Crish White ne ki thi. suru me inka irada digital camera banane ka tha. baad me mobile par kaam suru kiya.par inke pass paisa nhi tha to google ne 17 aug 2005 ko kharid liya. market me aane wala naya android phone HTC DREAM tha.jise 22 OCT 2008 ko launch kiya gya. Android ka har varsion mithai  par hota hai. jaise---cupcake,donut.Froyo ,Gingerbread,honeycomb, Ice Cream Sandwich , Jelly Bean, KitKat , ab to lolipop tk aa gaya hai.droide word sabse phle film star-war me ek robo ka naam tha. jo insani putla jaisa tha. google ke tamam software jaise search,google map,you tube, chalte to aur bhi phone me hai lekin android me wah aacha chalta hai..isliye android behatar hai.

www.prabhatkhabar.com


4**Insaaf ki murti ki aankho par patti kyu bandhi hoti hai.?**



prachin Rom me nayaay ki devi justiciya hai, jinke hath me taraju, dusre me dudhari talwar hai aur aankho par patti bandhi hui hai. taraju aur dudhari talwar insaaf aur vivek ke santulan ko batata hai aur aankho par patti insaaf krte waqt yah nhi dekhta hai ki samne koun hai. iske alawa yaah kam bina kisi dar ke kiya jana chahiye.