Apne Ander Chheepi Us Pratibha Ko Pahchaney.
ek baar ki baat hai. Kisi sahar me ek ladka rahta tha, jo bahut garib tha. Mehnat majduri karke badi muskil se wah do waqt ka khana juta pata tha.
Ak
din wah kisi company me chaprasi ki job ke liye interview dene gya.
Bose
ne use dekh ker use kaam dilane ka bharosha jataya. Bose ne puchha ------
‘tumahari E-mail id kya hai’? ish per ladke ne masumiyat se kaha ki uske pass
E-mail id nahi hai. yaah sunker bose ne use badi ghrinaa ki nazer se dekha aur
kaha ki aaj duniya itni yage nikal gayi hai aur ek tum ho ki E-mail id tak nahi
hai . mein tumhe naukri per nahi rakh sakta.
Aah sun ker ladke ke yatmasamman ko bahut thes pahunchi. Us samay uski jeb me kewel 50 rupye the. Usne un 50 rupyo se 1 kg apple kharid liya Aur ghar-ghar jaa ker un apple ko bechne lagaa. Yesa karke usne 80 rupye jma ker liye. Ab to ladka roj apple kharidata aur ghar-ghar ja ker bechta. Salo tak aahi silsila chalta raha. Ladke ki kathin mehnat rang layi aur yek deen usne khud ki company kholi, jahan se videsho me apple supply kiye jaate the. Uske baad ladke ne pichhe mud ker nahi dekha aur jaldi hi usne badey peymane per apna business fella diya aur ek sadak chhap ladka dekhate hi dekhate arabpati ban gaya. Kuchh media wale ladke ka interview lene aaye aur achanak kisi Ne puchh liya- ‘sir apki E-mail id kiya hai’ ? ladke ne kaha – ‘nahi hai.’ Yah sun ker wahan maujud sabhi loag chounk gaye ki yek arabpati ke pass ‘E-mail id tak nahi hai. Ladke ne hass ker jawab diya- ‘mere pass E-mail id nahi hai, isliye me Arabpati hu, ager hoti, to mey aaj yek chaprasi hota.’

Dosto, isliye kaha jata hai ki her insaan ke ander kuchh na kuchh khubi
jarur hoti hai. Bhid ke pichhe bhagna band karo aur apne
Telent
aur skill ko pahchano. Dosro se apni tulna mat karo. Jo kuchh tumhare
Pass
hai use leker aage badho. aap job yaa business jo karna chahte hai pure dil se kare.
Post a Comment