Header Ads

test

20 Difference Between Job And Business: Apke Liye Kya Better Hai






.


Jab Hum apne career ke bare me sochte hai to sabse pahla sawal hota hai,ki job kare yaa business,agar hum job ki baat kare to fir hame ayah janna padta hai ki kon sa job kare,sabse jyda konsa paisa dene wala job india me hai.jobs kaise dhundhe,jobs ke liye compititon ki taiyaari kaise kare. iska har sawal maine apne blog session me diya hai.
                                 lekin main iss post me batana chhata hu ki jo aap apne life me chahte hai wo job se fulfill honge yaa business se.akhir job aur business me kya difference hai.

1.  small Business Ideas In Hindi

2. Low investment High Profit Business Idea 




3. Led Bulb Ka Business Kaise Kare

4. 2 Ekad Ka Jamin Se 30 lakh Kaise kamaye

Hm me se bahut log apne life ke decision lene me bahut confiuse rahte hai,ki kya kre job yaa business,Aaj samay bahut Tezi se badal rahi hai aur hmme v samay ke sath badalna hoga,nhi to hm bahut piche chut jayenge,Aaiye jante hai ki aj hamare jo jarurat aur jo sapne  hai wo kisse pure ho sakte hai.

20 Difference Between Job And Business: Apke Liye Kya Better Hai

Ek question:-

Q.Aap Apne zindagi me kya chahte hai(What Do You want in your life)?

Aap jo apne life me karna chahte hai yaa pana chahte hai,to kya wah kisse pura hoga,niche aapke liye eke behatrin life hai,jise har koi pana chahega,lekin use pura koun kar sakta hai,aaiye jante hai.

There are 20 difference between jobs and business: Ye 20 Difference se apko pata chal jayega ki aap kya chhate hai ? aur aap kya Karna chhate Hai ?.

S.N
NEED/DREAM
JOB
BUSINESS
1
Knowledge
YES
YES
2
Money
YES
YES
3
Freedom
NO
YES
4
Popularity
NO
YES
5
Life Styel
NO
YES
6
Man Power
NO
YES
7
Personalty Development
NO
YES
8
Network
NO
YES
9
 Peace Of  Mind
NO
YES
10
Celebrity Life
NO
YES
11
Happiness Earn
NO
YES
12
Love
NO
NO
13
Success
YES
YES
14
Self Development
YES
YES
15
Communication Skill
YES/NO
YES
16
Motivation Power
NO
YES
17
Fan Club
NO
YES
18
Good Behavior
YES/NO
YES
19
Development Of India
YES
YES
20
Save Money
NO
YES
            

Aapke Life ka jo need hai yaa dream hai kya wo job se match karta hai,mein ye nhi kah raha ho ki sab business kijiye,business karne ke liye pahle paisa ki jarurat padhti hai,jo bahot log pass nhi hota hai,(online money kaise kamaye ye post jarur padhe) ,





job se aap pure life secure ho jate hai jabki business me aapko har waqt risk aur mehnat karni padhti hai,Lekin ek najar future par dalte hai.ki money ka value jis parakar ghat raha hai us hisaab se hamme kitne paise/month kamane ki jarurat padhegi,is chij ko samjhna aapke liye bahut jaruri hai,taki aap iske liye khub mehnat aur sahi nirnaay le sake.

Decreasing the value of Money ?
YEAR         INCOME       CLASS
1940           10                     MIDDLE
1960           100                         
1980            1,000                     
2000            10,000                   
2020            1,00,000              

Iss index me ayah batane ki kosis hai ki 1940 me jo log middle family se the unhe apne ghar chalane ke liye 10 rs ki jarurat padhti thi,samay badala  20 saal baad unhe 100 rs ki jarurat padne lagi,phir mahangayi badhi 20 saal baad wahi middle family ko 1000 rupee ki jarurat padhne lagi,2000 me middle family ko apne need pure karne ke liye 10,000 rupee ki jarurat padi,SO Ab 2020 aa raha hai ab hmme kitne rupee ki jarurat padhegi wo bhi middle family me rahne ke liye,to dosto Agar aapko apni zindagi me kuch aacha karna cahhte hai to sabse pahle aap waisa kaam kare jisse aap aacha income kar sake,Isliye aapko jaldi kuch sochna hoga.

DHIRU BHAI AMBANI NE KAHE HAI”JALDI SOCHO,BADHA SOCHO,AAGE SOCHO VICHARO PAR KISI KA AADHIKAR NHI HAI

    Agar aap kuch karne ka nirnay le liye hai to pure motivate hoke kaam kare,motivator book(motivation ki sabse shaandar book ye post v padhe),motivation audio/video dekhe,kyuki jis prakar light jalane ke liye karent ki jarurat hoti hai usi parakar ye books hme success ke liye motivate karti hai,






AAPKE LIYE:-
Agar aapko ye post aacha laga to aap apne friends se jarure share kre.aur unhe v samjhye,agar aapko iss post thoda v kuch shikhne ko mila to mujhe kafi khusi hogi ,
thnx