Header Ads

test

Top 5 Tip Mobile Phone Chori Yaa Kho Jaane Ke Baad Jaldi Se Kya Kare






Iss Post Me Aaj Bataonga Ki Mobile Phone Chori Yaa Gum Ho Jaye To Sabse Pahle Kya Karna Chahiye,Jisse Hame Aage Jake Koi Problem Na Ho.Isse Pahle Main ek Post Likhi Thi Apna Android KiLocation,Address,Name Kaise Pata Kare. Apka Mobile Chori Yaa Kho Gya Hai To Aapko Yaah Post Padhana Jaruri Hai.

                      Is Post Ki Help Se Aap Apna Khoya Hua Mobile Wapas Paa Sakte Hai.Internet Par Aaj Kai Sare Blogs Hai Jaaha Par Imel Number Se Mobile Phone Ka Pata Kaise Lgaye,Android Device Manager Se Phone Ki Location Ka Pata Kaise Lagaye Article Mil Jayenge.Main Bhi Kuch Alag Batane Ki Kosis Kar Raha Hu,Umid Hai Aapko Help Milegi.
           Top 5 Tip Mobile Phone Chori Yaa Kho Jaane Ke Baad Jaldi Se Kya Kare
Normal Phone Chori Hone Yaa Gum Hone Par Kya Kare.

Normal Phone Jisme Internet Na Chalta Ho.Agar Wo Mobile Kho Jaye To Aap Us Mobile Ko Trace Nhi Kar Skate Hai.Lekin Kuch Sawdhaniyo Se Aap Usko Galat Use Hone Se Bacha Sakte Hai.

    1.   Normal Phone Ki Imel Pata Kare,Jo Ki Apke Mobile Box Me Mil Jayenge.
{ *#06#} Dial Karne Par Bhi Aapko Imel Pata Lag Jata Hai.

    2.   Agar Apke Pass Imel Number Nhi Hai To Aap Apne Najdiki Police Station Me Jake Iski Report Likhaye.Taki Apke Phone Ka Galat Use Hone Se Bacha Ja Sake.

Note: Agar Aap Mobile Rakhte Hai To Apne Safty Ke Liye Imel Number Jarur Rakhe.






Android Mobile Chori/Gum Hone Ke Baad Kya kare:

1. Location Trace kare:- How To Trace Your Mobile Location hindi
Mobile Chori Yaa Gum Hone Ke Baad Sabse Pahle Khayal Aata Hai Ki 

Mobile Ka Location Kaise Jaane.Agar Aapka Mobile On Hai To Aap 

Apne Mobile Ka Location Jaan Skate Hai.

Note: Jyda Tar Mamle Mobile Phone Ke Location Ka Pata Nhi Lag Pata 

Hai,Kyuki Jaruri Nhi Hai Jab Mobile Gum Howa Ho Tab Uska Internet 

Data On Hai.Lekin Iss Tricks Se Apne Mobile Me Lock Laga Skate

Hai,Sara Contact Delete Kar Sakte Hai.Apne Mobile Ke Screen Me Msg Bhej Sakte Hai.



* kisi bhi mobile ka name,location,address ka pata

 kaise lagaye







2. Change Social Site's Password:-
phone ke gum yaa chori par jitna jaldi ho aap jo bhi social site jaise : facebook,twitter,instagram,whatsapp,Gmail yadi ke password turant change kar de.aur whatsapp jis no se bana hai use delete kar de.
Note:  Agar aap social site app use karte hai to behatar hoga unme password lock rakhe.

* Top 11 Android App Jo Apke Mobile Me Jarur Hona Chahiye.
3. Lock Screen Par Apna Contact Name aur Number Dale:-
Moblie chori yaa gum kab ho jaye yah hame malum nhi hote hai.isliye aapko apne mobile lock screen par apna contact no dalna chahiye,jisse kisi ko aapka mobile milta hai to wo apse contact kar sake.(yaha apna mobile no nhi apne ghar ka no dale taki wo apke ghar ke no par contact kar ske)
Kaise kare:- Setting > Security > Owner Info > Name and Number

** Apne Mobile Yaa cheap se delete huye photo,video ko 

         kaise Recover kare




4. Sim Card Band Karaye:-
Agar apka mobile kho yaa chori ho chuka hai to der na kare

 turant hi apne sim ke office jakar yah request kare ki sim

 band kar diya jaye.taki apke sim se kisi other person pass 

call na ja sake.mobile chori ho jaye to aap iski sikayat police

 ko jarur kare.kyuki police ke pass tracking device hoti hai.


** Mobile Se Apne Naam Ka dj Song Kaise Banaye 
5. Backup your Important Data :-
agar aap apne improtant photo , video khona nhi chahte hai to regular backup lete rahe.agar apke pass koi shadhan nhi hi to google drive me 30 gb tak ka data rakh sakte hai.iske liye aapko apne phone me do gmail banana hoga.then aapko google drive me jake ek gmail account me 15 gb data rakh sakte hai.




Tags ; 

chori hua mobile wapas kaise paa skate hai.

iMEL number se mobile kaise pata kare

chori hua mobile kaise khoje

khoye huye mobile ke location kaise trace kare


chori ho gaya android phone ka pata kaise lagaye

chori ho jane ke baad turant kya karna chahiye





for You Only

agar aapko ayah post achi lage to share aur comment jarur 

kare.