Header Ads

test

Mobile Heating Problem Solution In hindi: Mobile Garm Ho raha Hai To Kya Kare

Mobile Garm Hone Se Kaise Bachaye:Mobile Jyda Heat Ho Raha Hai To Kare Ye upay

Mobile Heating Problem Solution In Hindi...

Android Mobile  Phone Ki Garm Hone Ki Samshya Se Sablog 

Pareshan Hai.Kai Bar Hamara Phone Charge Karte Karte 

Bahut Garm Ho Jati Hai.Mobile  Garm Hona Bahut Badi

Problem ho Sakti hai,kyuki agar mobile heating problem

apke mobile me jyda hai to aap use turant apne najdiki care

me dikha de,kyuki kai bar hame news me sunne ko mil jata

hai ki mobile  overheating ke karna mobile blast huye hai.

agar aap internet use jyda karte hai to apka mobile garm

hone ke chances jyda hai isliye agar net use karte time mobile

phone overheat ho jata hai to aap mobile se battery remove

kar de yaa mobile switch off kar de.

             Mobile garm hone se bachane, mobile phone garam

hone ke karan,mobile heating problem solution in hindi me jaanne

ke liye niche diye gye tips ko follow karke apne phone ko garm

hone se bacha sakte hai.











Mobile Heat Hone Se Kaise Bachye:

Mobile Heating Problem Solution In 

Hindi



1. Remove Background Apps:Phone garm

hone se bachaye

Mobile Heat Hone Ka Sabse Bada Karan Mobile Me

Chal Rahe Running Apps Hai.Jiske Karan Jydatar Mobile

Heat Ho Jate Hai.Jydatar Apps Background Me Lagatar Run

Karte Rahte Hai,Isse Bhi Phone Garm Hone Lagta Hai.Aise

Me Sari Gerjaruri Apps Ko Hata De.

Setting > Apps > Running Tab Me Jake 3 Dot Hoga Uspe 

Click Karke Close All Application Kare.

2. Dusre Electronic Device Se Duri:

mobile garm hone ka yah dusra karan bhi ho 

sakta hai.so aap iss baat ka bhi dhayn rakhe.

Jyda Device Apne Sath Na Rakhe,Jaise Power Bank Ya Dusre

 Electronic Device.Ye Gadgj  Heat Genrate Karte Hai.Jisse

 Apka Phone Garm Hone Lagta Hai.




** Apna KHud Ka Song Kaise Banaye With Music







3. Battry Charge : mobile heating problem

solution 


moblie heating problem sabse jyda battry

 charge karte time hi hota hai,

Battry Charge Karte Waqt Phone Garm Hota Hai To Aap 

Charge Karte Waqt Net Off Kar De.Isse Background Me Jitni

 Apps Run Hoti Hai Wo Nhi Hogi.

Note: Kbhi Bhi Jyda Mobile Charge Nhi Karna Chahiye.80% 

Mobile Charge Karna Better Hota Hai Long Time Tak Run 



4. Phone Cover:


Agar aap ka mobile charge me lagate hi khub

garm ho jati  hi to aap jab bhi mobile charge

kare phone cover khol de isse apka mobile

garm hone se bach skati hai.













5. Uninstall Heavy Apps:use only usefull app

Jo apps aap use nhi karte hai ,use aap turant uninstaal karde,kuch

mobile companya ke mobile me pahle se hi kai sare apps maujud

hote hai, agar wo uninstaal nhi hote hai to aap use disable

karde,kyuki aise aap background me run hote rahte hai wo

mobile tezi se garm ho jati hai.kyuki ram ko jyda space nhi mil

pati.




aapke liye : 

agar apka mobile overheating problem jyda karta hai to aap ayah

tip follow  karke mobile garm hone se bacha sakte hai.agar aapko

mobile se realted koi problem hai to aaap comment karke puch

sakte hai,main aapka problem solve karni ki kosis karunga.thnx