Header Ads

test

Start-up Me Invest Karne Se Pahle Kuch Chijo Ki Jaankari Hona Bahut Jaruri hai.

Jab koi start-up me apna pahla kadam rakhta hai.  To har kisi ko apna project acha aur new lagta hai.lekin wo markat pe khra utrega iski koi guarantee nhi hai.kyuki unhe abhi bahut kuch sikhne ki jarurat hai.
     Jisse wo APNE STARTUP ME SUCCESS HO SAKE .
BUSINESS / START-UP ME SAFALATA KAISE HASIL KARE:-
1. अच्छे लोगो का साथ होना:-



Startup business me success hone ke liye ache aur visvashi logo ka sath bahut jaruri hota hai.
Aapke pass sirf waise hi log nhi hone chahiye jo sirf "Haa" kahte ho.kyuki aise log aapko kabhi apke business ke liye salah nhi denge.
   Apne se behatar logo ko bhi apne sath lana hoga.jisse aap bhi lagatar sikhte rahe.

2. आईडिया और मार्केट की पूरी जानकारी:-



Agar aapka"IDEA" Naya aur Innovative Hai.To aapko safal hone se koi nhi rok sakta hai.
Iske alawe , aapko puri markat ki knowledge aur markat ki pahchanne ki samjh honi chahiye.kyuki bazar me har roj kuch na kuch badlao hote rahte hai.Iss activity ko samjhne ka aadat dale .aap apne start-up apne business me jarur successful honge .
" डटे रहोगे तो निखर जाओगे,
छोड़ दिए तो बिखर जाओगे।"
3. निडर होकर काम करे:-
Nidar hoke kaam karne se aap apne business ko jyda successful bana sakte hai.agar aap nidar rahte hai to aap Risk lete hai.
Aur Business me kaha gya hai Na " No Risk ,No Gain"  Isliye Business Me jyda Profit ke liye aapko Risk lena hi Hota hai.
"  तुम भी कुछ करो, उसे पूरा करने के लिए
हमेशा हिम्मत की जरुरत होती है। "
4. Energy Aur Time Ki Sahi Managment :-
Har Businessman Ko Apne Time Aur Energy ko sahi Managment karna chahiye. Kai bar hm bina planning ke time aur energy sab kho dete hai.



*बड़े सपनो को पाने वाले हर व्यक्ति को सफलता और असफलता के कई पड़ावों से गुजरना पड़ता है*
      
  ☄  पहले लोग मजाक उड़ाएंगे,
  ☄  फिर लोग साथ छोड़ेंगे,
  ☄  फिर विरोध करेंगे
_फिर वही लोग कहेंगे हम तो पहले से ही जानते थे की एक न एक दिन तुम कुछ बड़ा करोगे_
*रख हौंसला वो मंज़र भी आयेगा;*
*प्यासे के पास चलकर समंदर भी आयेगा..!*
*थक कर ना बैठ, ऐ मंजिल के मुसाफ़िर,
*_मंजिल भी मिलेगी और जीने का मजा भी आयेगा_*।।
Aapke Liye :- 
Agar aapko hamara ye business tips in hindi.startup success tip acha lgta hai.to apna gmail se sign up jarur kare.aur jyda se jyda share kare.