Mobile Se GIF Kaise Banaye: Whatsapp par Gif Kaise Banaye
aaj kal facebook se lekar whatsapp par GIF file khub send kiya ja raha hai,agar aap bhi apne man pasand video/photo ko gif me convert karna chhate hai,to yah bahut ashan hai.kyuki mobile apps aur whatsapp se aap kisi ko bhi gif send kar sakte hai.
HOw To Make Gif In Whatsapp/ Photo Ko Gif Me kaise Convert Kare/ video ko Gif me kaise convert kare:
1. Gif Maker Camera:-
iss app ke jariye aap animated gif file taiyaar kar sakte hai.iske liye 10 se 50 photo ko choose karna hoga.isme aap pic ko edit bhi kar sakte hai.
2. Gif Me! Camera: best gif converter app
isme aap 30 second tak ka gif file taiyaar karne ki suwidha hai.aur iski khasiyat yah hai ki aap isme dusro ke banaye huye gif file ko bhi dekh sakte hai.
3. Gif Camera: best gif app
yah bahut mast app hai,kyuki isme aap camera se 14 second ka video record karke gif me convert kar sakte ho.
4. picsart : best photo editing app
yah app har chij me shandar hai. isme aap jo pics ko edit karnge use aap gif me asani se convert kar save kar sakte hai.abhi sabse popular editing app me ye app bhi hai.aap iss app ke video tutorial youtube par bhi dekh sakte hai.
5. Whatsapp Se Kisi Bhi Video Ko Kaise Gif Me Convert Kare.
jab aap whatsapp me kisi ko video send karte hi, to whatsapp gif me bhi send karne ka option deta hai.lekin isme aap kisi video ka 7 second ka gif bana sakte hai.kaise kare
- sabse pahle video choose kare jise aap gif banna chhate ho.
- send hone se pahle aap ek interesting point ko 7 second ke liye cut kare.fir upar me gif sign hoga waha click kare.
- fir send kar de.gif ready hoke send ho jayega.
Post a Comment