Apne Mobile Chori Hone Se Kaise Bachaye:
Hey Guy's,
Good Morning/ Afternoon / Evening
Aaj Main Aise Mobile Tricks Batane Wala Hu Jisse Aap Apna Mobile Chori Hone Se Bacha Sakte Hai.Aur Agar Apka Mobile Chori Ho Gya Hai To Aap Meri Post Padh Sakte Hai.Ki Kaise Aap Chori Huwa Mobile Fir Se Paa Sakte Hai.
Agar Aapko Yaa Apke Ghar Me Kisi Ko Bhi Chiji Rakh Ke Bhul Jane Ki Adat Hai To Aise Main Apke Mahnge Phone Bhi Gum Ho Jane Ka Dar Rahta Hai.Iss Tricks Se Aap Aap Mobile Chori Hone Se Bacha Sakte Hai.
Ye Bhi Padhe:
Mobile Chori Hone Se Kaise Bachaye :
2. Open Hote Hi Aapko Niche Sim Detection Mode Me Jakar Apna Naam,Dusre Mobile Ka Number,E-Mail Daal Dena Hai.
Ab Ye Tricks Kaam Kaise Karegi.
· Charger Detection Mode:-
Agar Aap Kahi Mobile Charge Laga Ke Kaam Me Busy Hai Aur Aap Chahate Hai Ki Aapka Mobile Koi Chuye Nhi To Aap Sabse Upar Charger Detection Mode Me Kar De.Aur Activate Kar De.Agar Koi Mobile Charger Se Hataye Ga To Turant Usme Aapka Naam Aur Alarm Bajane Lag Jayega.Aur Yaah Tb Tak Bajega Jb Tk Ki Aap Pattern/Pin Nhi Open Karte.
· Motion Detection Mood:-
Agar Aap Mobile Kahi Rakhe Hai To Iss Mode Me Activate Kar Dete Hi.To Agar Apka Mobile Koi Anjan Admi Chuyega To Mobile Me Jor Se Alarm Bajne Lagega.Ise Band Karne Ke Liye Apko Pattern Lock Sahi Dalana Hoga.
· Proximity Detection Mood:-
Agar Aap Mobile Pocket Me Daal Diye Hai To Iss Mode Me Activate Krke Chod De Agar Koi Apke Mobile Ko Poket Se Nikalne Ka Kosis Karega To Turant Alarm Bajane Lagega.
Aise Hi new technolgy knowledge lene ke liye aap regular visit
karte rhe.agar aapko koi problem hai to aap mujhe comment me puche.mujhe help karni me khushi hogi.

Post a Comment