Apne Mobile Ko Protect Karke Kaise Rakhe Jisse Kabhi Mobile Hang Na Ho
Android Duniya Ka Sabse Popular OS Hai,Kyuki Iska Parayog Bahut Aashan Hai,Lekin Kai Bar Hmare Phone Me Problms Aane Suru Ho Jati Hai,Isliye Hame Kuch Baato Ko Dhayan Me Rakhna Bahut Jaruri Hai.
1.Screen Lock Ka Use Kare:-
Aapne Phone Me Hamesha Screen Lock Ka Prayog Kare, Taki Mobile Kho Jane Par Bhi Uska Data Koi Chura Na Sake.
2.Encrypt Phone :-
Android Devices Me Aap Apna Data Encrypt Kar Sakte Hai,Iske Liye Bas Aapke Pass Password Yaa Pin Hona Chahiye.
3.Android Device Manager Activate Rakhe :-
Agar Aapka Phone Kbhi Kho Jata Hai To,Aapke Data Ko Safe Rakhne Aur Use Trace Karne Ke Liye ,ADM Ka Prayoga Karna Chahiye,
(Apne Mobile Phone Ka Location Kaise Pata Kare)
4.Apne Important Data Memory Card Me Na Rakhe :-
Aap Apna Koi Jaruri Data S.D Card Me Na Rakhe.Kyuki Kbhi Agar Aapka Mobile Kho Jata Hai To Memory Card Se Data Chori Ho Sakta Hai.
5.Play Store Use Kre;-
Aapne Andrid Phone Me Google Play Store Ke Alawa Kisi Dusre Soure Se Apps Download Yaa Install Na Kre,Isse Virus Aane Ka Khatra Rahta Hai.
6.Apps Me Lock Lagaye:
Aapke Phone Me Install Apps Me Hmesha Lock Laga Ke Rakhe,Taki Dusra Koi Use Ched Chad Na Kare,Khaskar Jo Aapke Liye Important App Hai,
7.Phone Ko Root Na Kre;-
Aapne Phone Ko Jyda Root Na Kare.Isse Phone Me Kuch Khamiya Aa Jati Hai,Sath Hi Warnty V Chal Jati Hai.
8.Software Update Rakhe;-
Apne Phone Ke Software Ko Hamesha Update Rakhe,Iske Liye Setting Me Jakar System Update Option Me Click Karke Kar Sakte Hai,
9.In Apps Ko Apne Mobile Uninstall Kre;-
Battary Khatam Karne Wale 10 Games:-
1. Puzzle&Dragons
2. Angry Birds
3. Candy Crush Saga
4. Minecraft
5. Cookie Jam
6. Pet Rescue Saga
7. Clase Of Clans
8. Bubble Witch
9. Fram Heroes Saga
10.High Rediation Se Dur Rahe:
Apne Mobile Me *#07# Dial Kare Agar Aapka Phone 2.5/3.0 W/Kg Hai,To Aap Apna Phone Chang Kar Le,Ayah Kafi Ghatak Ho Asakta Hai.
Post a Comment