कौन सा Network Marketing क्म्पनी फर्जी है या सही इसकी पह्चान कैसे करे.
अगर
किसी ब्यक्ति ने आपको किसी Network Marketing company के बारे मे बताया है | और आप उसमे Join करने की
सोच रहे है | तो join करने से पहले इस पोस्ट को पुरा पढ़े, क्युकि बिना Network Marketing को जाने किसी भी Company मे Join करने से आपको बहुत पछ्तान पड सकता है।
Network marketing Business Agar foreign Country Ki baat ki jaye to waha 40% se jyda MLM business par Depend hai,lekin india me iska ratio 2% Se bhi kam hai.Kyuki India me inn chijo me koi khas niyaam kanun najar
nhi aate hai,isliye aaye din bahut se
thag company logo ke paise lekar bhag jate hai.jo log apna sab kuch in company
ke bhorose rahte hai unke dub jane yaa bhag jane se logo ke career,time,mehnat
sab bekar ho jata hai,ye mera personly experience hai.
Isliye
main nhi chahta hu ki koi inn galat chijo me jaye.agar aap kisi company join
karne wale hai yaa join kar liye hai aur agar aapko us company par belive nhi
hai to aap jarur se uss company ka registration se releted sabhi jaankari
le,agar company dene se hichkati hai to samjh jaye ki ye fraud company hai.aur
uske tax record ki puri jaankari le.Aur agar company koi certificate
deti hai ki company reg se hai to aap reserve bank wa SEBI
ke site par pata kar sakte hai.
थोडी सी मेहनत से आप अपने परिवार का Future,समय और धन की बर्बादी को बचा सकते है.
2. Company के मलिक/डायरेक्ट का इतिहास क्या है.
·
Kya
wah pahle koi business man tha,agar koi dusra business tha to use kyu chod
diya?
·
Kya
company owner educated hai aur jo kaam wah kar rahe unme use maharat hasil hai
ya nhi .
·
Kya
compny kisi समुह, परिवार ke logo
duwara chalaya ja raha hai.?
·
Company
ka future planning kya hai?
·
Company
kitne dino se run kar rahi hai aur uska kya record raha hai ?
·
Company
kis chij par based hai yaani kya uska product hai,.kya uska product real me
usefull hai.?
Agar inn sab ka jawab aapko
mil jaye to samjh jaye ki apko kya karna hai.
3.Company का Joining
Fee/Registration Fee क्या है ?
Kuch Company naye judne wale logo se bahut Jayda fee leti
hai.fee ke badle ya to kuch saste /mahnge product de diye jate hai.
Aur kuch compny to sirf fee par focus karte hai,product
se unhe koi jyda focus nhi hota hai.jyda paisa dene ke karan aap uss me fans
jate hai.
Jabki inse behatar hai ki jo kam reg fee leti ho aur unke
badle me lagbhg utne price ke product de diye jate ho.
4.Company के उत्पादो की गुणवत्ता कैसी है ?
Kuch company ke product jinki kimat bahut adhik rakh di
jati hai jitni ki uska gunwata nhi hoti hai.kuch product’s ko videshi compny ka
naam jodkar unhe aur mahnga kar diya jata hai,
Dusri aur kuch company aisi bhi hai jinhone national
branded company ke sath vishes anubandh kiye hai,aur apne network ke jariye
branded compny ke product sell kar rahe hai
Note : agar aap network marketing se judne ja rahe ho to
aisi company chuniye jinke product high level ke ho,branded compny ke anubandh
ho taki kabhi koi problem aane par unse help mil sake.
5.क्या Company मे कोइ Tranning/support system है ?
Aaj network marketing me koi laako kamata hai yaa koi
kuch nhi kama pata hai,jiske karan kuch niras hokar business hi chod dete hi.
Sach to ayah hai ki agar koi person niyam ka palan karte huye safal
network yaa upline ke baato ko dhayn me rakhkar chale to defiantly success
milegi.
Aur ye niyam tranning
aur seminar se hi aate hai.aur ye training gaadi ka staring hai agar aap
staring ke bare me nhi
jante to aap accident kar denge.isliye training bahut jaruri hai.
jante to aap accident kar denge.isliye training bahut jaruri hai.
6.Company का पे- आउट/भुगतान कैसे होता है.?
Sabhi company ki apni pani system hoti hai.lekin jo
company ek week/15 days ya 1 month ke andar apki income de deti hai to hi aacha
hai.agar check me koi tax kat jaye aur apko T.D.S certificate dikhaye to hi
compny par believe kiya ja sakta hai.
7.Company मे कोइ मिनिमम टारगेट तय किया गया है?
Kuch beimaan companiya aisa
niyaam rakhti hai ki agar hum jitna business
karte hai agar compny ke anusar target pura na kare to hm paisa nhi
nikal sakte hai.
Aap aisi
company chune jaha,jitna bhi aap business kare,usi anupat me apki income ho,agar
aap business nhi kar pa rahe hai to aapko compny bahar na kar sake.
Network Marketing me safal Hona chahte Ho to Ye Book abhi Order kare: Best Network Marketing books akinana apko safalta milegi.
Post a Comment