Agar aap business karte hai.aur aap bhi paise payment yaa receive online karna chahte hai,to ayah post apke business aur apke liye bahut best rahega.6 tariko se aap paisa transfer kar sakte hai.
online banking aaj har ek successfull business man aur retail customer ho yaa chote dukandar sab ki jarurat ban gyi hai.isliye kisi ko bhi ye chije ignore nhi karna hai.agar aap samay ke sath aur apne life ko success full aur happy banna chahte hai to ayah bahut jaruri hai.
1.Net Banking se paisa kaise Transfar kare:-
Kya Hai- Internet par kahi bhi kisi waqt aap
banking kar sakte hai.aur paisa transfar kar sakte hai.lekin iske liye aapko bank se banking ka form fil krna hoga tab aapko us bank ka id aur password diya jayega.jiske through bank ke website se paisa transfer kar sakte hai.
Transaction -- 2 lacs se 10 lacs tak bhej sakte hai.
2.UPI APP KA USE KAISE HOTA HAI-
Kya Hai- Unified Payment Interface ayah mobile banking ka sabse best tarika hai.
Transaction - Iss app ke through 24 ghante
transaction kiya ja sakta hai.
Limit –Maximum 1 lac tak ka transaction ek
bar me kar sakte hai.
Kya Hai-paisa nikalne ke sath sath aap iske
madhyam se shoping bhi kar sakte hai.
Merit – credit card rakhne se cash rakhne ki
jarurat nahi hai.
Jarurat -
agar aap swipe karte hai to pin,online payment me card number,CVV,Expire
date diya jata hai.
Limit-Debit card ki bank ke anusar,credit
card ki income wa istemaal ke anusar. 4.Cash Card Ka Use Kaise Kare:-
Kya Hai-– cash card pre-paid card hote
hai,jinhe recharge kiya ja sakta hai.yaa paisa daalne wala le sakte hai.
Transaction – ise 24 hour me kabhi bhi use kar
sakte hai.
Jarurat – istemaal ke liye swipe machine honi
chahiye.
Limit- 50 thousand se 1 lacs tak hoti hai.
merit– iski sabse aacha khashiyat ayah hai ki
bank a/c na hone par bhi iska istemaal kiya ja sakta hai. 5.BHIP App Ka Use Kaise Kare:-
Kya Hai--Bharat
interface for money.ye app government ne cashless transaction ko dhayan me rakh
kar banaya hai.iske jariye hum apne bank account ko connect karke kisi dusre
account me paisa bhej sakte hai. Kaise use kare-
*. sabse pahle to BHIM app
apne mobile me install kariye aur aap jo mobile no apne account se connect hai
uska hi use hoga . *. Iss app me ek hi bank
account use kar sakte hai. *. App me sabse pahle hame
register karna hoga,jo hamare no se hoga,fir hame debit card ki last 6 digit or
uski expire date dalni hai.
LIMIT – Ek bar me 10,000 aur
ek din me 20,000/- transaction kar sakte hai.
Merit- ayah bahut secure
hai.iska use se hum account me kitna paisa hai,kitne paise ka len den howa,kisi
dusre person ko payment ke liye request bhi kar sakte hai.
6.USSD SE KAISE PAISA TRANSFAR KARE:- Kya Hai- Iske liye *99# dial karna hota hai.aur haa jo
number se aapka a/c no se connect hai. Transaction – ise khastor pr
garamin area ko dhayn me rakhkar banaya gaya hai. Jarurat – RM – PIN,AADHAR
CARD YAA ACCOUNT NO se paisa ka len den kar sakte hai. Limit- 5 thousand maximum
transaction kar sakte hai. KAISE KARE USSD SE MONEY TRANSFER –·Sabse pahle mobile se *99# dial karna hai. ·Fir aapke mobile 1.50 katega aur massage aayega
ok press kare. ·IFSC code dale apne bank ke.(apne passbook me
dekhe) ·Fir aapko kuch option dikhayi dega,jaise *. Balance check *. Mini statemen dekhe *. MMID se paisa bheje *. Aadhar card se paisa bheje. *. MMID show kare. Etc Fir
aapko jo option choose karna use select kare.
Post a Comment